May 18, 2007
Zee Telugu Kaamiyaab do Saal Zee Telugu ke safal huwe do saal Yahi silsila chalta rahe saalo saal Sab ko mile hai khushiyoon ki saugaath Is shaam ka yeh erada hai Zee telugu ko number 1 banana hai Bahoot kuch karne ki baat aaye hai Isliyeh jashn ki yeh raat aayeh hai Sachi lagan se hame kaam karna hai Ham sab ko milkar yeh shapath lena hai Kisi haal mein is laksh ko pura karna hai Subbhas Chandra ji ne Hyderabad mein Jo Zee telugu ka pouda lagaya hai Us poude ko apne khoon paseene se Ek vishaal paidh banana hai Yeh hamari umeed hai Yehi hamara sapna Chalo Bhaagwaan se yeh kare praatna Hamari ummed aur sapne ki laaj rakhna. Raj Kumar Yadav Production Manager Zee Telugu (Hyderabad
|